giitaayan An Interface to ISB

aaiinaa wahii rahataa hai chehare badal jaate hai.n - Shalimar (1978)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
aaiinaa vahii rahataa hai chehare badal jaate hai.n aa.Nkho.n me.n rukate nahii.n jo aa.Nsuu nikal jaate hai.n pahalii mulaaqaat kii taubaa vo pahalii nazar kyaa ho gayaa kab huaa hotii nahii.n kuchh Kabar kitanaa bhii dil ko sa.Nbhaalo aramaa.N machal jaate hai.n aa_iinaa vahii rahataa hai chehare badal jaate hai.n gul_shan me.n phuulo.n ke saath khilate hai.n dil me.n Gulaab hotaa hai jab pyaar to lagataa hai paanii sharaab do ghuu.NT piite hii lekin ye ho.nTh jal jaate hai.n aa_iinaa vahii rahataa hai chehare badal jaate hai.n beKabar beqadar pyaar sach hai agar dekhanaa ek din royegaa mere bin raah me.n chho.D kar mera dil to.D kar mujh ko ta.Dapaayaa kyuu.N tuu bhii ta.Dapegaa yuu.N yaad rakh bevafaa ye merii badduaa tuune jis ke liye mujh ko dhokhe diye vo terii dil_rubaa legii badalaa meraa mai.n ye Gam ham_nashii.n bhuul sakatii nahii.n vo iraade tere jhuuThe vaade tere jab yaad aate hai.n dil par bas tiir chal jaate hai.n aa_iinaa vahii rahataa hai chehare badal jaate hai.n
The song was contributed by Nita Awatramani on 05.03.2013 23:37:04.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.