giitaayan An Interface to ISB

dil ke aa_iine me.n ... chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa - Do October (2003)  

Lyrics: Sunil Jha, A K Vyas | Music: Sunil Jha | Singer(s): Sadhana Sargam, Udit Narayan/ Udit Narayan/ Sadhana Sargam, Udit Narayan 
View in Nagari (Hindi)
u : uu.N huu.N huu.N huu.N huu.N he he he he he dil ke aa_iine me.n tujhako sajaa liyaa jabase maine tujhako apanaa banaa liyaa chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa -3 jab se mere dil pe hu_aa hai sanam paharaa teraa saa : chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa -2 jab se mere dil pe hu_aa hai sanam paharaa teraa do : chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa u : ( ek-duuje ke dil me.n apanaa ghar banaanaa hai terii Kaatir sabhii hado.n se Guzar jaanaa hai ) -2 tujhase lipaTaa rahuu.Ngaa ban kar ka.Nganaa teraa chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa saa : chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa ( pyaar me.n ham sanam ye saaraa jag bhulaa de.nge mar ke bhii vaade chaahato.n ke ham nibhaa de.nge ) -2 jaan se bhii mujhe hai pyaaraa sajanaa meraa chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa u : chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa -2 % % Part 2: % u : ek aisii bhii vo gha.Dii thii kyaa zamaanaa thaa Kuubasuurat jahaa.N se apanaa aashiyaanaa thaa tere jaane ke baad jitane Gam mile mujhako dil pe kitane hai.n zaKm kaise dikhaa_uu.N tujhako chho.D aayaa mai.n bahot piichhe sapanaa meraa % % Part 3: % gaa saa re gaa re nii saa maa paa maa saa re gaa re nii gaa paa saa nii saa re gaa maa re gaa saa nii saa saa gaa re nii re gaa nii dhaa paa u : naam tere to hamane apanii zindagii kar dii tujhako maanaa Kudaa tujhii se bandagii kar lii a : naam tere to hamane apanii zindagii kar dii tujhako maanaa Kudaa tujhii se bandagii kar lii terii baa.Nho.n me.n hii hai saaraa aramaa.N meraa chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa u : chaa.Nd taaro.n me.n nazar aa_e cheharaa teraa do : jab se mere dil pe hu_aa hai sanam paharaa teraa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.