giitaayan An Interface to ISB

koii paradesii aayaa parades me.n - Humse Hai Zamaanaa (1983)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Ram Laxman | Singer(s): Anwar 
View in Nagari (Hindi)
koii paradesii aayaa, parades me.n -2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n saarii zamii.n se, saare aasmaa.N se pyaar ba.Dhaa hai, dono.n jahaa.N se saare sa.ndesii ik, sa.ndes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n -2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n apanaa hai yaaro.n ye saaraa zamaanaa begaano.n ko bhii na Thukaraanaa dard hazaaro.n dil kii, ik Thes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n -2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n ham sab musaafir, duniyaa safar hai is raste me.n, kis ko khabar hai kaun kahaa.N mil jaae, kis bhes me.n koii paradesii aayaa, parades me.n -2 des banaayaa, parades me.n koii paradesii aayaa, parades me.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.