giitaayan An Interface to ISB

mai.n raahii a.njaan raaho.n kaa o yaaro.n meraa naam anajaanaa - Aya Sawan Jhoom Ke (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra : saathiyaa nahii.n jaanaa ke jii naa lage mausam hai suhaanaa ke jii naa lage saathiyaa nahii.n jaanaa ... la : saathiyaa maine maanaa ke jii naa lage jii ko thaa samajhaanaa ke jii naa lage ra : saathiyaa nahii.n jaanaa ... la : mere achchhe baalamaa chho.Do aaj ba_iiyaa.N vo jhuuThaa jo sa_iyaa.N kal aa_e naa ra : jaake phir aa_ogii aake phir jaa_ogii aane-jaane me.n javaanii Dhal jaa_e naa ho chho.Do aanaa jaanaa ke jii naa lage saathiyaa nahii.n jaanaa ... jii kaa buraa haal hai jab se jii lagaayaa tujhe jii me.n basaayaa tere ho li_e la : jii kaa thaa Kyaal to kaahe jii lagaayaa mujhe jii me.n basaayaa ai jii boli_e ra : ho ab kaahe pachhataanaa ke jii naa lage la : saathiyaa maine maanaa ... jaane kii to baalamaa marzii nahii.n merii Dar lagataa hai bairii jagavaalo.n se ra : oy chhaDDo vii naa soNiyo.n jag se Darate ho jag Kud Darataa hai dilavaalo.n se la : o ho chho.Do ye bahaanaa ra : ke jii naa lage do : saathiyaa nahii.n jaanaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.