giitaayan An Interface to ISB

zamii.n se hame.n aasamaa.N par biThaa ke giraa to na doge - Adaalat (1958)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
do : aa aa aa aa : zamii.n se hame.n aasamaa.N par biThaa ke giraa to na doge ra : agar ham ye puuchhe.n ke dil me.n basaa ke bhulaa to na doge aa : zamii.n se hame.n ... ra : agar ham ye puuchhe.n ... aa : ( ai raat is vaqt aa.Nchal me.n tere jitane bhii hai.n ye sitaare ) -2 ra : jo de de tuu mujhako to phir mai.n luuTaa duu.N kisii kii nazar pe ye saare aa : aa kaho ke ye ra.ngiin sapane sajaa ke miTaa to na doge ra : agar ham ye puuchhe.n ... aa : ( tumhaare sahaare nikal to pa.De hai.n hai ma.nzil kahaa.N dil na jaane ) -2 ra : jo tum saath doge to aa_egii ek din ma.nzil gale se lagaane aa : aa itanaa to dil ko yaqii.n hai hame.n tum daGaa to na doge ra : agar ham ye puuchhe.n ... do: aahaa-haa haahaa-haa haahaa-haa la-laa-laa la-laa-laa la-laa-laa m.h-h.hm.h h.hm.h-h.hm.h-h.hm.h h.hm.h-h.hm.h-h.hm.h aahaa-haa haahaa-haa haahaa-haa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.