giitaayan An Interface to ISB

qaraar khoyaa muhabbat me.n ... ke jaan chalii jaa_e jiyaa nahii.n jaa_e - Anjaana (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Suman 
View in Nagari (Hindi)
ra : qaraar khoyaa muhabbat me.n is zamaane ne ye baat sach hii kahii hai kisii diivaane ne ke jaan chalii jaa_e jiyaa nahii.n jaa_e jiyaa jaa_e to phir jiyaa nahii.n jaa_e la : ye ilzaam sar pe liyaa nahii.n jaa_e liyaa jaa_e to phir jiyaa nahii.n jaa_e ra : zamaane me.n nahii.n diivaanaa ham saa diivaanaa nahii.n ye zamaanaa ham saa ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye baate.n pyaar kii la : ke pyaar har kisii se kiyaa nahii.n jaa_e kiyaa jaa_e to phir jiyaa nahii.n jaa_e na aa_ii kabhii nii.nd na aayaa hai qaraar hamaarii taubaa ham nahii.n kare.nge pyaar bas laa_o dil hamaaraa hamako de do o sanam ra : ye dil le ke vaapas diyaa nahii.n jaa_e diyaa jaa_e to phir jiyaa nahii.n jaa_e churaa ke nazare.n na dekho tum ye phuul suno ye beruKii hame.n nahii.n qubuul yaa ham bhale jaa_e.N yaa kah do ye bahaar chalii jaa_e la : bahaar chalii jaa_e piyaa nahii.n jaa_e piyaa jaa_e to phir jiyaa nahii.n jaa_e ke jaan chalii jaa_e ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.