giitaayan An Interface to ISB

taubaa kaise hai.n naadaan ghu.Ngharuu paayal ke - Arpan (1983)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
taubaa -2 taubaa kaise hai.n naadaan ghu.Ngharuu paayal ke ik din le.nge merii jaan ghu.Ngharuu paayal ke sharm ke maare laal pa.D gayaa ra.ng meraa baadaamii chhanak-chhanak ke galii-galii me.n kare.n merii badanaamii ghu.Ngharuu paayal ke taubaa kaise hai.n ... kaise ko_ii bhed chhupaa_e ghar kaa bhedii la.nkaa Dhaa_e de-de ke mai.n haarii saarii raam-rahiim kii qasame.n aisaa lagataa hai ye nigo.De nahii.n kisii ke bas me.n ik din le.nge merii jaan ghu.Ngharuu paayal ke taubaa kaise hai.n ... chhup ke galii se kaise guzaruu.N chhat se niiche kaise utaruu.N kabhii-kabhii mai.n sochuu.N inako phekuu.N abhii utaaruu.N Tokane vaalii usii pa.Dosan ke mu.Nh par de maaruu.N bharate hai.n logo.n ke kaan ghu.Ngharuu paayal ke o taubaa kaise hai.n ... chham-chham ye baj uThate hai.n pag me.n kaa.NTe.n chubhate hai.n miiThaa-miiThaa dard nigo.Daa meraa mere man se nikale inhe.n nikaaluu.N pairo.n se to jaan badan se nikale mere dil ke hai.n aramaan ghu.Ngharuu paayal ke taubaa kaise hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.