giitaayan An Interface to ISB

naa to aaj barasaat kaa mausam ... binaa badaraa ke bijuriyaa - Bandhan (1969)  

Lyrics: Anjaan | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Mukesh, Male voice 
View in Nagari (Hindi)
mu : naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahii.n chhaa_ii badariyaa phir bhii more jiyaraa me.n chamake are tham-tham ko_ii bijuriyaa ko : vaa-vaah-vaah toharaa javaab naahii.n mu : binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake ko : ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake mu : kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase ko : kaise chamake ko_ii puuchhe re hamase mu : ho binaa badaraa ke ... ko : ho binaa badaraa ke ... mu : raaho.n me.n jab gorii nayanaa milaaye ke ko : nayanaa milaaye ke mu : muskaaye ghu.NghaTaa me.n mukha.Daa chhipaaye ke ( to mar jaa_e.N ) -2 ham to qasam se qasam se mu : binaa badaraa ke ... ko : ho binaa badaraa ke ... mu : kaise chamake ... ko : ho binaa badaraa ke ... mu : baiThe ho.n jab miiThe sapane sajaaye ke ko : sapane sajaaye ke mu : aise me.n haule se paas kabhii aaye ke ( jo bichhavaa ) -2 bajaaye de gorii chham se qasam se mu : binaa badaraa ke ... ko : ho binaa badaraa ke ... mu : kaise chamake ... ko : ho binaa badaraa ke ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.