giitaayan An Interface to ISB

shab\-e\-Gam subah ho ga_ii rote\-rote - Bedardi (1951)  

Lyrics: B R Sharma | Music: Roshan | Singer(s): Shamshad 
View in Nagari (Hindi)
shab-e-Gam subah ho ga_ii rote-rote kaTii raat lekin kaTii rote-rote Kyaal aa gayaa apanii qismat kaa jis dam to dil ko ha.Nsii aa ga_ii rote-rote muhabbat ko andhaa kiyaa aa.Nsu_o.n ne ki jaatii rahii roshanii rote-rote shamaa kii tarah apane dil kii lagii bhii lagii ha.Nsate-ha.Nsate bujhii rote-rote
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.