giitaayan An Interface to ISB

chaa.Ndanii raat hai haay kyaa baat hai ... mere bhole piyaa - Chandni Raat (1949)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Uma Devi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ko : ( chaa.Ndanii raat hai haay kyaa baat hai dekho jii dekho jii dekho-dekho jii ) -3 u : ho u : mere bhole piyaa o mere bhole piyaa o bhuul ja_iyo na priit lagaa ke ko : mere bhole piyaa o mere bhole piyaa o bhuul ja_iyo na priit lagaa ke u : hai ye duniyaa paapii ko : hai ye duniyaa paapii u : ro ke kahe ye moraa jii ko : ro ke kahe ye moraa jii moraa jii u : kahii.n nagarii naa dil kii uja.D na jaaye merii jaavo naa aa.Nkh churaa ke ko : kahii.n nagarii naa dil kii uja.D na jaaye merii jaavo naa aa.Nkh churaa ke ko : ( chaa.Ndanii raat hai haay kyaa baat hai dekho jii dekho jii dekho-dekho jii ) -2 u : ho u : maano merii baat balam ko : maano merii baat balam u : dekho nikal jaaye na dam ko : dekho nikal jaaye na dam u : aaj mere nanhe.n se dil pe nahii.n Dhaavo sitam birahaa ke tiir chalaa ke ko : o aaj mere nanhe.n se dil pe nahii.n Dhaavo sitam birahaa ke tiir chalaa ke u : mere bhole piyaa o mere bhole piyaa o bhuul ja_iyo na priit lagaa ke ko : mere bhole piyaa o mere bhole piyaa o bhuul ja_iyo na priit lagaa ke ko : ( chaa.Ndanii raat hai haay kyaa baat hai dekho jii dekho jii dekho-dekho jii ) -3 u : ho
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.