giitaayan An Interface to ISB

meraa chimaTaa bole chhanak chhanak chhan - Chattaan Singh (1974)  

Lyrics: Verma Malik | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Mukesh, Asha 
View in Nagari (Hindi)
mu : meraa chimaTaa bole chhanak chhanak chhan chhanak chhanak meraa chimaTaa bole o bole kabhii na milaanaa kahii.n akh naal akh terii-merii baat rahe tere-mere tak aa : ho merii Dhaphalii bole Dhamak Dhamak Dham Dhamak Dhamak ho merii Dhaphalii bole o bole dil kii baat is dil me.n tuu rakh terii-merii baat ... mu : meraa chimaTaa bole ... aa : aaj mere naachane kaa Dha.ng dekh le -2 ruup dekh ruup kii ( uma.ng dekh le ) -2 ruup dekh le ra.ng dekh le ra.ng-bira.nge Dha.ng dekh le aur pyaar ke a.njaam kaa ( ra.ng dekh le ) -2 mu : are ret me.n kabhii na ko_ii phuul khilegaa -2 chalatii havaa_o.n me.n na diip jalegaa duniyaa me.n paap nahii.n phuule phalegaa is pal karoge us pal milegaa -2 are rahaa nahii.n ko_ii bhii durjan aaj tak terii-merii baat ... do : terii-merii baat ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.