giitaayan An Interface to ISB

mujhe madhur lagataa hai unase apanaa pyaar chhupaanaa - Chal Chal Re Naujawan (1944)  

Lyrics: Pradeep | Music: Ghulam Haider | Singer(s): Ashok Kumar, Naseem Bano 
View in Nagari (Hindi)
a : ho na : ho ( mujhe madhur lagataa hai unase a : apanaa pyaar chhupaanaa haa.N pyaar chhupaanaa ) -2 bhiitar-bhiitar haa.N kahuu.N mai.n na : o a : bhiitar-bhiitar haa.N kahuu.N mai.n na : baahar boluu.N naa-naa do : mujhe madhur lagataa hai unase apanaa pyaar chhupaanaa haa.N pyaar chhupaanaa na : ( kitanii pyaarii thii a : kitanii thii bolii na : unakii merii wo a : aa.Nkh-micholii ) -2 na : ( man ke andar mai.n kahatii thii a : aajaa na : aajaa ho more raajaa ) -2 aajaa ho more raajaa aajaa a : aa.Nkho.n se kahatii thii naa aanaa naa aanaa na : mai.n to karatii thii bahaanaa do : mujhe madhur lagataa hai unase apanaa pyaar chhupaanaa haa.N pyaar chhupaanaa na : ik ishaare me.n jo chhalake prem nahii.n hai wo gaharaa a : un aa.Nkho.n kii qiimat hii kyaa jinape nahii.n sharam kaa paharaa -2 na : o merii duniyaa alag hai sabhii se re merii duniyaa alag hai sabhii se haa.n haa.N haa.N merii adaa niraalii haa.n haa.N a : o ho ho merii adaa niraalii na : mai.n to chhup-chhup ke pyaar karuu.N haa.N haa.N pyaar karuu.N ho merii priit hai haa.N merii priit hai priit hai a : ghuu.NghaT waalii haa.N haa.N ghuu.NghaT waalii do : aa haa haa haa haa aa priit hai ghuu.NghaT waalii ghuu.NghaT waalii priit hai ghuu.NghaT waalii a : aa haa haa haa haa na : aa haa haa haa haa a : o ho ho ho ho a : aa haa haa haa haa a : aa haa haa haa haa do : aa haa haa haa haa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.