giitaayan An Interface to ISB

silasilaa ye chaahat kaa naa maine bujhane diyaa ho huu.N - Devdas (2002)  

Lyrics: Nusrat Badr | Music: Ismail Darbar | Singer(s): Shreya Ghosal 
View in Nagari (Hindi)
ta na na na ta dhuum mausam ne lii a.ng.Daa_ii aa_ii aa_ii laharaa ke barakhaa phir chhaa_ii chhaa_ii chhaa_ii jho.nkaa havaa kaa aa_egaa ye diyaa bujh jaa_egaa silasilaa ye chaahat kaa naa maine bujhane diyaa ho huu.N piyaa ye diyaa naa bujhaa hai naa bujhegaa merii chaahat kaa diyaa mere piyaa ab aajaa re mere piyaa o mere piyaa is diye ke sa.ng jal rahaa hai mera rom rom aur jiyaa ab aajaa mere piyaa o mere piyaa ta na na na dhuum ta faasalaa thaa duurii thii thaa judaa_ii kaa aalam intazaar me.n nazare.n thii.n aur tum vahaa.N the jhilamilaatii jagamagaatii khushiyo.n me.n jhuum kar aur yahaa.N jal rahe the ham phir se baadal garajaa hai garaj garaj ke barasaa hai jhuum ke tuufaa.N aayaa hai par tujhako bujhaa nahii.n paayaa hai o piyaa ye diyaa chaahe.n jitanaa sataaye tujhe ye saavan ye havaa aur ye bijaliyaa.N mere piyaa ho mere piyaa ta na na na dhuum ta dekho ye pagalii diivaanii duniyaa se hai ye a.njaanii jho.nkaa havaa kaa aa_egaa aur isakaa piyaa sa.ng laa_egaa o piyaa ab aajaa mere piyaa o mere piyaa silasilaa ye chaahat kaa ... o piyaa ye diyaa ai piyaa ai piyaa ai piyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.