giitaayan An Interface to ISB

o merii jaa.N dil ho gayaa teraa - Duniya Dilwalon Ki (1996)  

Lyrics: P K Mishra, Mehboob | Music: A R Rahman | Singer(s): Sonu Nigam 
View in Nagari (Hindi)
o merii jaa.N dil ho gayaa teraa %(o my life, my heart has become yours) tuu hii bataa rastaa meraa kahaa.N %(you please tell me where is my path) jalataa rahaa dil kaa diyaa khilatii rahii chaahat sadaa %(my lamp of heart remained burning. my love had always remained blooming) jaaye.n to ham jaaye.n kahaa.N o merii jaa.N tuu hii bataa %(if i have to go, where do i go. o my life, you please tell me) jalataa rahaa dil kaa diyaa khilatii rahii chaahat sadaa jaaye.n to ham jaaye.n kahaa.N o merii jaa.N tuu hii bataa o merii jaa.N dil ho gayaa teraa barakhaa se bhiige nahii.n aasamaa.N aa.Ndhii se u.Dataa nahii.n cha.ndramaa %(the sky does not get wet by rains, the moon does not fly away due to tempest kahane se chaahat hotii nahii.n ho jaaye to phir maratii nahii.n %(love does not happen on someone's instructions. once love happens it does not die) jalatii hai agnii uThataa dhuvaa.N bujhatii nahii.n hai dil kii shamaa %(the fire burns, smoke rises. the flame of heart does not get extinguished) o merii jaa.N dil ho gayaa teraa siine me.n bas ek dil thaa meraa vo bhii to maine tujhako diyaa %(in the heart, only one heart was mine that also i have given to you) ab ek jaa.N hai baakii merii kah do de duu.N tumhe.n dilarubaa %(now one life is remaining with me. just say and i will give it to you, o my love) aabaad tumase hai dil kaa jahaa.N tere bin jaanam jaanaa kahaa.N %(the world of heart is flourishing because of you where i have to go without you) o merii jaa.N dil ho gayaa teraa tuu hii bataa rastaa meraa kahaa.N ( jalataa rahaa dil kaa diyaa khilatii rahii chaahat sadaa jaaye.n to ham jaaye.n kahaa.N o merii jaa.N tuu hii bataa ) -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.