giitaayan An Interface to ISB

jumme kii raat ho yaa din jummeraat kaa - Dulha Dulhan (1964)  

Lyrics: Harun | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Mukesh, Lata 
View in Nagari (Hindi)
jumme kii raat ho yaa din jummeraat kaa karake jaanaa gorii vaadaa mulaaqaat kaa piir kii raat aur din itavaar kaa kiyaa hai vaadaa maine piyaa tose pyaar kaa % urdu: piir: Monday, jummeraat: Thursday, jummaa: Friday, itavaar: Sunday yaad hai gorii teraa chhip chhip ke milanaa duniyaa kii nazaro.n se bach bach ke chalanaa ye na puuchho piyaa biitii kaise ratiyaa.n kar ga_ii.n jaaduu terii niilii a.Nkhiyaa.N miiThaa miiThaa dard hai nazaro.n ke vaar kaa kiyaa hai vaadaa maine ... nikalo na galiyo.n me.n ban Than ke gorii aisii hii baato.n se khulatii hai chorii duniyaa ne roke agar tere mere raaste aa_uu.ngii u.D ke piyaa milane ke vaaste sa.ng mere tuu hai nahii.n Dar mohe majhadhaar kaa kiyaa hai vaadaa maine ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.