giitaayan An Interface to ISB

mile jo tere nainaa hamaare nainaa se - Do Aankhen Baarah Haath (1997)  

Lyrics: Sunil Jha | Music: Bappi Lahiri | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
a : mile jo tere nainaa hamaare nainaa se ku : chalaa kaisaa jaaduu puuchho ye rainaa se a : palak nahii.n hotii hai band hotii hai ko_ii miiThii chubhan ku : palak nahii.n ... a : kaise mai.n bataa_uu.N kaise ye dha.Dakataa hai jiyaa saathiyaa ku : mile jo tere nainaa ... a : chalaa kaisaa jaaduu ... ko : dhintaanaa dhintaanaa dhintaanaa aanaa aanaa tuu mere paas aanaa -2 ku : ( tasviir terii aa.Nkho.n me.n le luu.N itane kariib aa a : nazadiik kaise aa_uu.N mai.n bhalaa lagataa hai Dar piyaa ) -2 ku : aise na dekh mujhe ta.Dapataa hai jiyaa saathiyaa aa aa a : mile jo tere nainaa ... ku : chalaa kaisaa jaaduu ... ko : dhintaanaa ... a : ( karavaT badal badal ke kasam se jaagii huu.N raat bhar ku : nazaro.n me.n tum raho gar sanam chaahuu.N mai.n umr bhar ) -2 a : aise na baaho.n me.n me.n le bahakataa hai jiyaa o piyaa aa aa mile jo tere nainaa ... ku : chalaa kaisaa jaaduu ... ko : dhintaanaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.