giitaayan An Interface to ISB

ai shammaa tuu bataa teraa parawaanaa kaun hai - Dastaan (1950)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Suraiya 
View in Nagari (Hindi)
( ai shammaa tuu bataa ai shammaa tuu bataa teraa parawaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ) -2 ai shammaa tuu bataa ( mahafil me.n sab hai.n pyaar kaa saaGar piye huye pyaar kaa saaGar piye huye ) -2 pahaluu me.n apane dard kii duniyaa liye huye jo teraa ho chukaa -2 wo mastaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ai shammaa tuu bataa ( ho.nTho.n pe dil kii baat ye kyuu.N aa ke rah ga_ii kyuu.N aa ke rah ga_ii ) -2 dekhaa ye kisako aa.Nk jo sharamaa ke rah ga_ii kah de tuu haal-e-dil -2 yahaa.N begaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ai shammaa tuu bataa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.