giitaayan An Interface to ISB

do nain haay haay tere do nain - Daada (1966)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Usha Khanna | Singer(s): Mukesh, Usha Khanna 
View in Nagari (Hindi)
mu : do nain haay haay tere do nain -2 ra.ngiin chhalakate pyaale kahane ko hai.n bhole-bhaale hai.n aag lagaane vaale do nain haay haay ... uu : do nain haay haay tere do nain -2 maasuum ba.De sharmiile ye jaam jo ko_ii pii le jii bhar ke jahaa.N me.n jii le do nain haay haay ... mu : sabase niraale nain hai.n tere jinake hai.n diivaane sabhii jaane kitane ruup hai.n inake zahar hai.n kabhii amR^it hai.n kabhii jab chaahe.n sharaabii kar de.n har chiiz gulaabii kar de.n ik pal me.n Karaabii kar de.n do nain haay haay ... uu : uThate-jhukate in naino.n me.n ikaraar aur i.nkaar bhii hai badalii-badalii in nazaro.n me.n gussaa bhii hai pyaar bhii hai puuchho na fasaanaa inakaa chuuke na nishaanaa inakaa hai aaj zamaanaa inakaa do : do nain haay haay ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.