giitaayan An Interface to ISB

diladaar ke qadamo.n me.n ... ab aage terii marzii - Devdaas (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
diladaar ke qadamo.n me.n aa aa aa diladaar ke qadamo.n me.n dil Daal ke nazaraanaa mahafil se uThaa aur ye kahane lagaa diivaanaa puruSh : kyaa ab aage terii marzii ho aage terii marzii ho more sai.nyaa.N ho more balamaa bedardii aage terii marzii aage terii marzii sajanavaa aage terii marzii piharavaa aage terii marzii na puuchh hamase ke kyo.n sogavaar baiThe hai.n terii adaa_o.n pe ham dil ko vaar baiThe hai.n labo.n pe jaan hai aur beqaraar baiThe hai.n nigaah milane ke ummiidavaar baiThe hai.n puruSh : sachchii ab aage terii marzii ... siine me.n mohabbat ke jazbaat kaa tuufaa.N hai jiine kii bhii hasarat hai marane kaa bhii aramaa.N hai ab aage terii marzii ho aage terii marzii ho more sai.nyaa.N ho more balamaa bedardii aage terii marzii aage terii marzii zulmii aage terii marzii nirda_ii aage terii marzii
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.