giitaayan An Interface to ISB

jab ek kazaa se guzaro to ik aur kazaa mil jaatii hai - Dhan Daulat (1980)  

Lyrics: Majrooh | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : haay gili gili vaah re jiinaa kyaa ajii pyaar binaa jiivan ke yahii chaar dinaa -2 dhan-daulat binaa chale magar zindagii naa chale yaar binaa milii duniyaa to mazaa hai ki mile dil bhii bindiyaa bhii chamake jo baje paayal bhii ko : milii duniyaa to ... aa : jiinaa kyaa ajii pyaar ... ( sapane puure hu_e aaj din phirate nahii.n derii sun to mere hasii.n aaj ik tuu hii nahii.n saarii duniyaa hai hasii.n ) -2 ki : yahaa.N to terii qasam pyaar vaalo.n me.n sanam apanaa pahalaa naam aa_e -2 aa : ho milii duniyaa to ... ki : jiinaa kyaa ajii pyaar ... aa : dhan-daulat binaa ... do : milii duniyaa to ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.