giitaayan An Interface to ISB

piyaa\-milan ko jaane waalii sambhal\-sambhal kar chal - Dev Kanya (1946)  

Lyrics:  | Music: Shyam Sundar | Singer(s): Amirbai 
View in Nagari (Hindi)
( piyaa-milan ko jaane waalii sambhal-sambhal kar chal ) -2 sambhal-sambhal -4 piyaa-milan ko jaane waalii sambhal-sambhal kar chal ghuu.NgaT khol kalii samajhaatii priit nagariyaa duur teraa saa.Nwariyaa bulaa rahaa hai kahaa.N-kahaa.N phir duur duur nahii.n duur nahii.n ab tere piyaa kaa sundar ra.ng-mahal sambhal-sambhal -4 piyaa-milan ko jaane waalii sambhal-sambhal kar chal aa.Ndhii aa_ii aa.Ndhii aa_ii kyaa ghabaraanaa tujhako des piyaa ke jaanaa naa Dar naa Dar in kaa.NTo.n pe ba.Dhatii chal dekh ke baadal nahii.n machal nahii.n hotaa yuu.N man bekal haath me.n meha.ndii lagii lagaayaa naino.n me.n kaajal sambhal-sambhal -4 piyaa-milan ko jaane waalii sambhal-sambhal kar chal uThii ghaTaa ghanaghor teraa naach uThaa man-mor -2 priitam aaye aaj milan kaa aayaa hai tyohaar ( sajaa aaratii kiratan gaa aur pahanaa de tuu haar ) -2 aa_ii thii khil gayaa salonii teraa hiraday kamal ab sa.ng piyaa ke chal sambhal-sambhal -4 piyaa-milan ko jaane waalii sambhal-sambhal kar chal
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.