giitaayan An Interface to ISB

pyaarii\-pyaarii suurato moh bharii muurato - Dushman/ The Enemy (1939)  

Lyrics: Arzoo Lakhnavi | Music: Pankaj Mullick | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
pyaarii-pyaarii suurato moh bharii muurato des se parades me.n tumharaa sandesaa aaye hai tan se bhii man se bhii jaise khi.Nchaa jaaye hai madad karo madad karo tum sa.ng aa jaaye.nge ( pahu.Nche.nge aaKir kabhii chhaane.nge ek-ek galii ) -2 dekhe.n wo mukha.Daa abhii hogii yahii bekalii ( gaal hai.n jisake gulaab ras aa.Nkho.n kaa sharaab ) -2 ho.NTh kahaa.N rahe.nge phir phuul bhii kho jaaye.nge haa.N wohii gul-ras bharii jaise baaje baa.Nsurii kaano.n me.n le kar sa.ndes -4 nii.n se nii.nd se chaukaaye hai ( des se ham duur hai.n duur hai.n haal se majabuur hai.n ) -2 madad karo madad binaa madad binaa kaise pahu.Nch paaye.nge madad karo madad karo madad karo
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.