giitaayan An Interface to ISB

o o ye dil le kar nazaraanaa aa gayaa teraa diivaanaa - Ek Baar Muskuraa Do (1972)  

Lyrics: S H Bihari | Music: O P Nayyar | Singer(s): Mukesh, Asha 
View in Nagari (Hindi)
mu : o o ye dil le kar nazaraanaa aa gayaa teraa diivaanaa dilabar jaanii na denaa dil to.D to.D to.D aa : ye pyaar hai gaharaa saagar hai Duub ke tujhako jaanaa dilabar jaanii jaa jaa re pallaa chho.D chho.D chho.D o o nas-nas me.n hai bijalii kahii.n jal naa jaanaa ko : kahii.n jal naa jaanaa jal naa jaanaa aa : soch samajhakar hamase zaraa dil Takaraanaa ko : zaraa dil Takaraanaa dil Takaraanaa aa : raah pyaar kii ba.Dii kaThin hai kahaa.N chalaa mar jaane o dilabar jaanii jaa jaa re ... mu : TuuT pa.De yah bijalii to qismat chamake ko : are qismat chamake qismat chamake mu : aag me.n tap kar sonaa aur bhii damake ko : are aur bhii damake aur bhii damake mu : haar-jiit kii baat pyaar me.n chalii kise samajhaane o dilabar jaanii na denaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.