giitaayan An Interface to ISB

naach hasiinaa naach ki duniyaa dekhe - Ek Bechaaraa (1972)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Mukesh, Rano Mukherji 
View in Nagari (Hindi)
mu : naach hasiinaa naach ki duniyaa dekhe Thumak-Thumak ke naach ki duniyaa dekhe tere ishaaro.n pe naache zamaanaa tuu mere ishaaro.n pe naach ki duniyaa dekhe naach hasiinaa naach ... inkaar kii gu.njaa_ish nahii.n -2 takaraar kii gu.njaa_ish nahii.n ab maan jaa bas jaan jaa merii nazare.n pahachaan jaa jhuum hasiinaa jhuum ki duniyaa dekhe naach hasiinaa naach ... raa : la la laa mu : mastii me.n tuu madahosh hai -2 par kisali_e tuu Kaamosh hai laharaa ke balakhaa ke ghabaraa ke sharamaa ke bol hasiinaa bol ki duniyaa dekhe naach hasiinaa naach ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.