giitaayan An Interface to ISB

ye sochataa hai kyaa zaraa palaT idhar - Grahan (1999)  

Lyrics: Mehboob | Music: Karthik Raja | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
ye sochataa hai kyaa zaraa palaT idhar ai dekhataa hai kyuu.n bhalaa idhar udhar kitanii achchhii mai.n lagatii huu.N dekhaa kyaa mai.n kitanii sundar huu.N tuune mujhako samajhaa kyaa ye sochataa hai kyaa ... Daraataa hai kyuu.n tuu aa.Nkhe.n khol khol ke dekh gorii gorii mere jaisii dekhaa naa hogaa kahii.n maze mohabbat ke mil ke ham uThaa_e.n zaraa pyaar karate karate thak ke so jaa_e.n yahaa.n kyaa pyaaraa ##time## hai mausam ##fine## hai gale lagaa le mujhako mujhame.n tuu kho jaa zaraa ye sochataa hai kyaa ... sa.mbhaal khud ko tuu yuu.n hii baat naa ba.Dhaa rok le khud ko tuu aise kadam na uThaa ke phir se daaman pe daag lag na jaa_e kahii.n tuu ho rusavaa hame.n bhii ye to ma.njuur hii nahii.n mere nazadiik na aa aa zaraa hosh me.n aa ke ye madahoshii to burii hai ye nashaa buraa ye sochataa hai kyaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.