giitaayan An Interface to ISB

choT lagii kahaa.n yahaa.n yahaa.n vahaa.n bataa na sakuu.n mai.n kahaa.n - Ghar Sansaar (1986)  

Lyrics: Indeevar | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
choT lagii kahaa.n yahaa.n yahaa.n vahaa.n bataa na sakuu.n mai.n kahaa.n siine me.n dil hai jahaa.n haal meraa puuchh ke jii aap kyaa kare.nge zakhm ho to dikhalaa do maraham rakh de.nge zakhm aa_e badan pe kahaa.n yahaa.n vahaa.n bataa na sakuu.n mai.n kahaa.n jaa.N ko dekhe nazar vo kahaa.n choT lagii kahaa.n ... choT lagii tujhe dard mujhe ho rahaa hai pyaar ke biij tuu mere man me.n bo rahaa hai lagaa chaahat kaa tiir kahaa.n yahaa.n vahaa.n bataa na sakuu.n mai.n kahaa.n dard kaa kisane dekhaa nishaa.n choT lagii kahaa.n ... baar baar kyuu.n Takaraatii ho tum mujh se ko_ii to rishtaa hai teraa merii zindagii se ye Takkar le jaa_egii kahaa.n yahaa.n vahaa.n bataa na sakuu.n mai.n kahaa.n tira.ngaa qismat me.n hogaa jahaa.n choT lagii kahaa.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.