giitaayan An Interface to ISB

ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n - Hum Sab Ustad Hain (1965)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa : ahaa kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki : ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ki : rukii-rukii dabii-dabii saa.Nse.n uf taubaa aa : dil me.n mere chubhatii hu_ii nazare.n uf taubaa ki : rukii-rukii dabii-dabii saa.Nse.n uf taubaa aa : ho ho.NTh tharraaye nigaahe.n Kud-ba-Kud sharmaa ga_ii.n ki : kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa : ahaa kyaa terii baate.n hai.n aa : aa aa aa : dhiire-dhiire khulane lagaa raaz-e-dil meraa ki : tuune abhii chhe.Daa hii kyo.n saaz-e-dil meraa aa : dhiire-dhiire khulane lagaa raaz-e-dil meraa ki : haa.N jab tuu hai saath sanam phir ko_ii baat sanam maanataa hai dil kahii.n aa : kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki : ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n ki : kyaa ho agar baad-e-sabaa aa.Nchal Dhalakaa de aa : aisaa na ho ke terii nazar kahii.n shole bha.Dakaa de ki : kyaa ho agar aa : ha ki : baad-e-sabaa aa : ha ki : aa.Nchal Dhalakaa de aa : ho hosh u.D jaaye.nge aage baat kahane kii nahii.n ki : kyaa terii zulfe.n hai.n ahaa kyaa terii aa.Nkhe.n hai.n ahaa mai.n jise umr bhar Dhuu.NDhaa kiyaa wahii hai tuu aa : ahaa kyaa terii baate.n hai.n ahaa kyaa mulaaqaate.n hai.n ahaa dil jise bin mile chaahaa kiyaa wahii hai tuu ki : ahaa kyaa terii zulfe.n hai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.