giitaayan An Interface to ISB

Dhal gayaa din ho ga_ii shaam jaane do jaanaa hai - Humjoli (1970)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
aa : Dhal gayaa din ho ga_ii shaam jaane do jaanaa hai ra : abhii-abhii to aa_ii ho abhii-abhii jaanaa hai aa : Dhal gayaa din ... ra : sitam mere dil pe jo Dhaa_e qasam lage usako merii jo jaa_e aa : naa aise dekho mujhe na roko zaraa ye socho buraa zamaanaa hai ra : abhii-abhii to aa_ii ... aa : guzaarii saath hamane ka_ii raate.n na jaane kab Katm ho.ngii terii baate.n ra : abhii na jaanaa ko_ii taraanaa ko_ii fasaanaa abhii sunaanaa hai aa : Dhal gayaa din ... ra : banaate ho ye roz hii bahaanaa na jaane degaa aaj tumako ye diivaanaa aa : maanaa jii maanaa tuu hai diivaanaa meraa diivaanaa ba.Daa sayaanaa hai aa : Dhal gayaa din ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.