giitaayan An Interface to ISB

haay re haay re haay rabbaa ... jiitaa\-jaagataa taajamahal meraa hai naa - Jeans (1998)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: A R Rahman | Singer(s): Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy 
View in Nagari (Hindi)
merii ho naa kaho to huu.N naa %(you must be mine, please say that you are) to phir se kaho naa %(then again say) madhumitaa madhumitaa madhumitaa %(name of the girl) haay re haay re haay rabbaa -4 %(oh god) jiitaa-jaagataa taajamahal meraa hai naa %(this tajmahal that is alive must be mine) ha.Nsataa-bolataa hai jo ka.Nval meraa hai naa %(this lotus that is laughing and speaking is mine) haay re haay re haay rabbaa -2 puure chaa.Nd sii jisakii shakal merii hai naa %(the one whose face is like full moon is mine) vo jo hai ek puurii Gazal merii hai naa %(the one who is a complete ghazal is mine) pyaar jo machale is dil me.n ra.ng aa jaaye mahafil me.n %(when love persists in this heart, the gathering becomes colorful) tuu jo pighale lahaze me.n bole chhuu luu.n tere ho.nTho.n ke shole %(when you speak in this molten style, i feel like touching the flame of your lips) pyaar paa ke giit gaa ke kahuu.N dil me.n jo hai.n baate.n pyaar kii %(having found love, having sung song, tell the talks of love that is in your heart) haay re haay re haay rabbaa haay re haay re haay rabbaa jiitaa-jaagataa taajamahal meraa hai naa ha.Nsataa-bolataa hai jo ka.Nval meraa hai naa aa_o na_ii duniyaa me.n ghuume.n aa_o na_ii duniyaa dekhe.n %(come to tour new world, come to see new world) parabat-parabat dekhe.n dono.n aur dariyaa-dariyaa dekhe.n %(let us together see mountains, and let's see seas) ham yuu.N rahe.n is pyaar me.n lailaa-majanuu.N apane hii jaisaa kahe.n hame.n %(we should live in love so that laila and majnoo call us like them) vajah na puuchho bas itanaa maano ki dil me.n aise Kayaal ko nikaal do nikaal do %(don't ask the reason, just accept that you remove this thought from your heart) na ye zamaanaa kahe divaanaa merii suno apane haal ko sambhaal lo sambhaal lo %(this world must not call us insane, listen to me, take care of your condition) kyuu.N sambhaale.n ham dil ko paaye.nge ham manzil ko %(why should i take care of my heart, i am destined to reach our goal) kyuu.N ai sanam aise Dare.n kyuu.N vo kare.n jo dil hii naa maane %(why should we fear like this, o lover, why should we do that which our heart does not agree to) haay re haay re haay rabbaa -2 jiitaa-jaagataa taajamahal meraa hai naa ha.Nsataa-bolataa hai jo ka.Nval meraa hai naa haay re haay re haay rabbaa -2 mahakii havaaye.n paas jo aaye.n kaano.n me.n gaaye.n ##i love u## %(when the sweet smelling winds come near, and sing "i love you" in ears) pe.Do.n ke pa.nchhii giit sunaaye.n aur ye jataaye.n ##i love u## %(the birds on the trees sing songs for us and make it obvious that "i love you") jab ye kahaa tumane sanam har janam mai.nne sapanaa jo dekhaa to puuraa hu_aa %(when you said this, o lover, in my every birth, the dream that i have seen has become fulfilled) ye phuulo.n kii hai aarazoo kii baalo.n me.n sajaa le tuu isiiliye to hai.n khile %(this is the desire of flowers that you adorn them in your hairs, that is why they have bloomed) ye motiyo.n sii baarishe.n liye huye hai.n Kvaahishe.n ki chuum le.n jo tuu mile %(these showers like pearls have desires that they kiss you if they find you) dil kii dha.Dakan tham jaaye saa.Ns bhii chaahe.n naa aaye %(even if the heartbeat comes to a standstill, even if the breat does not commence) phir bhii jiyuu.n par jaane.n kyuu.n tum bin jiyaa nahii jaaye %(even then i am living, but i don't know why i can't live without you) haay re haay re haay rabbaa -2 jiitaa-jaagataa taajamahal meraa hai naa ha.Nsataa-bolataa hai jo ka.Nval meraa hai naa haay re haay re haay rabbaa -2 puure chaa.Nd sii jisakii shakal merii hai naa vo jo hai ek puurii Gazal merii hai naa pyaar jo machale is dil me.n ra.ng aa jaaye mahafil me.n tuu jo pighale lahaze me.n bole chhuu luu.N tere ho.nTho.n ke shole pyaar paa ke giit gaa ke kahuu.N dil me.n jo hai.n baate.n pyaar kii haay re haay re haay rabbaa -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.