jaa.n kahaa.n hai tuu he jaa.n kahaa.n hai tuu
tanhaa nahii.n kaTataa safar Dhuu.nDhe tujhe merii nazar
mai.n yahaa.n mai.n yahaa.n mai.n yahaa.n
jaa.n kahaa.n hai ...
chaahato.n ke mahake gul khile
kyaa hasiin hai.n ye silasile
paagal kare diivaanagaii ab zor ko_ii naa chale
jaa.n kahaa.n hai ...
dekh naa mujhe yuu.n pyaar se Dar lage diivaanii umr se
tuune mujhe ghaayal kiyaa kaajalo.n kii tiikhii dhaar se
jaa.n kahaa.n hai ...
|