giitaayan An Interface to ISB

merii mamataa me.n ho aisaa asar raam kare - Jung (2000)  

Lyrics: Sameer | Music: Annu Malik | Singer(s): Pankaj Udhaas 
View in Nagari (Hindi)
merii mamataa me.n ho aisaa asar raam kare raam kare tujhe lag jaa_e merii umar raam kare raam kare sapanaa mai.n dekhuu.n yahii har gha.Dii bane ek din tuu sahaaraa meraa duniyaa ke saagar kii kashtii huu.N mai.n bane ek din tuu kinaaraa meraa tere sa.ng guzare.n shaam-o-sahar raam kare ... terii ha.Nsii hai merii zi.ndagii tere aa.Nsuu jo dekhuu.n to mar jaa_uu.n mai.n tere kaa.Ndhe pe jaa_e arthii merii kuchh aisii du_aa ab kar jaa_uu.n mai.n tujhe dekhe hameshaa merii nazar raam kare ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.