giitaayan An Interface to ISB

pahalii pahalii baar jab pyaar kisii se hotaa hai - Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai (1998)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Lata, Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
pahalii pahalii baar jab pyaar kisii se hotaa hai hotaa hai ye haal jab pyaar kisii se hotaa hai ye dil kahii.n lagataa nahii.n terii tarah merii tarah paagal sabhii ho jaate hai.n pahalii pahalii baar jab ... dil ko karaar nahii.n aataa raato.n ko nii.nd aatii nahii.n jaan chalii jaatii hai lekin aake terii yaad jaatii nahii.n taubaa mere yaar jab pyaar kisii se hotaa hai hotaa hai ye haal jab ... pyaar me.n karuu.n mai.n bevafaa_ii aisaa nahii.n mai.n harajaa_ii laakho.n hasiino.n ko dekhaa tuu hii pasand mujhe aa_ii hotaa hai kamaal jab pyaar kisii se hotaa hai hotaa hai ye haal jab ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.