giitaayan An Interface to ISB

mere nainaa saavan bhaado.n, phir bhii meraa man pyaasaa - Mehboobaa (1976)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore / Lata 
View in Nagari (Hindi)
##Kishore version:## mere nainaa saavan bhaado.n.n phir bhii meraa man pyaasaa - (2) ai dil diivaane, khel hai kyaa jaane dard bharaa ye, giit kahaa.N se in ho.nTho.n pe aae, duur kahii.n le jaae bhuul gayaa kyaa, bhuul ke bhii hai mujhako yaad zaraa saa, phir bhii ... baat puraanii hai, ek kahaanii hai ab sochuu.N tumhe.n, yaad nahii.n hai ab sochuu.N nahii.n bhuule, vo saavan ke jhuule R^itu aaye R^itu jaaye deke jhuuThaa ek dilaasaa, phir bhii... baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De bijurii banakar, gagan pe chamake biite samay kii rekhaa, mai.n ne tum ko dekhaa man sa.ng aa.Nkh-michaulii khele aashaa aur niraashaa, phir bhii... ##Lata version:## mere nainaa saavan bhaado.n phir bhii meraa man pyaasaa - (2) baat puraanii hai... ai dil diivaane ... baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De bijurii banakar, gagan pe chamake biite samay kii rekhaa, mai.nne tumako dekhaa ta.Dap ta.Dap ke is birahan ko aayaa chain zaraasaa, phir bhii ... ghu.ngharuu kii chhamachham, ban ga_ii dil kaa Gam Duub gayaa dil, yaado.n me.n phir ubharii bera.ng lakiire.n, dekho ye tasaviire.n suune mahal me.n naach rahii hai ab tak ek rakkaasaa, phir bhii...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.