giitaayan An Interface to ISB

mere piyaa gaye ra.nguun - Patanga (1949)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Shamshad, Chitalkar 
View in Nagari (Hindi)
##Man (not necessarily Chitalkar's voice, could be actor) talking: Hello,##hindustaan kaa deharaaduun? ##Hello,##mai.n ra.nguun se bol rahaa huu.N mai.n apanii bIvii renukaa devii se baat karanaa chaahataa huu.N haa.n haa.n sh: mere piyaa; ho mere piyaa gaye ra.nguun kiyaa hai vahaa.N se TelIfuun (tumhaarii yaad sataatii hai - 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai mere piyaa gaye ra.nguun kiyaa hai vahaa.N se TelIfuun (tumhaarii yaad sataatii hai)- 2 jiyaa me.n aag lagaatii hai ci: (ham chho.D ke hindustaan (bahut pachhataaye - 2) - 2 huii bhuul jo tumako saath nA lekar aaye - 2 ham barmaa kii galiyo.n mai.n aur tum ho deharaaduun (tumhaarii yaad sataatii hai - 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai sh: (merii bhuukh pyaas bhii kho gaye (gam ke maare- 2) - 2 mai.n adhamuii sii ho gaI Gam ke maare - 2 tum bin, saajan, janavarii faravarii ban gaye me aur juun (tumhaarii yaad sataatii hai - 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai C: (ajii tumase bichha.Dake ho gaye (ham sanyaasii - 2) - 2 khaa lete hai.n jo mil jaaye ruukhii suukhii baasii - 2 ajii luu.ngii baa.Ndh, ke kare.n guzaaraa bhuul gaye pataluun (tumhaarii yaad sataatii hai - 2) jiyaa me.n aag lagaatii hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.