giitaayan An Interface to ISB

dil kii nazar me.n bhaaye tum pal bhar me.n - Kya Yehi Pyaar Hai (2002)  

Lyrics: Jaliis Rashid, Ajay Jhingara | Music: Sajid-Wajid | Singer(s): Kumar Sanu/ Alka Yagnik, Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % dil kii nazar me.n bhaaye tum pal bhar me.n yuu.n lagaa jaise tum merii jaan ho dil kii nazar me.n ... sochuu.n tumhe.n ab mai.n raat din jiinaa nahii.n mujhako tere bin tuu bhii sun le mere dil kii sadaa kah do naa tum merii jaan ho dil kii nazar me.n ... kaise kahuu.N kitanaa pyaar hai bas tuu hii jiit haar hai kahane ko aur kyaa rah gayaa kah do naa tum merii jaan ho dil kii nazar me.n ... kyaa yahii pyaar hai % %Part 2: % dil kii nazar me.n bhaaye tum pal bhar me.n yuu.n lagaa jaise tum merii jaan ho dil kii nazar me.n ... sun lo zaraa merii saa.Nso.n kii dhun kahatii hai kyaa merii har dha.Dakan ab sach kaho naa tumako bhii kuchh hu_aa kah do naa tum merii jaa.n ho dil kii nazar me.n ... dil to diyaa par bechainiyaa.N karatii hai.n kyuu.N ab gustaakhiyaa.N ab to bataa kyaa yahii pyaar hai kah do naa tum merii jaa.n ho dil kii nazar me.n ... kyaa yahii pyaar hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.