giitaayan An Interface to ISB

in kadamo.n ke niiche shaayad ye meraa dil hai - Kyaa Kehnaa (1999)  

Lyrics: Majrooh | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
in kadamo.n ke niiche shaayad ye meraa dil hai dekho to kyaa aisii hii baat hai are re Thaharo dekhatii huu.N na jaane shiishaa hai ke dil hai kuchh pairo.n ke niiche to hai are in kadamo.n ke niiche ... maze se jaa rahii thii mai.n ye aa ga_e kahaa.n se tum ye raah-e-dil hii aisii hai jahaa.n se ham vahaa.n se tum are hasiino.n ko sataanaa phir sataa ke ye muskuraanaa mazaa aayaa hame.n sach to hai in kadamo.n ke niiche ... ba.Dii ajab ye ma.nzil hai kahii.n ko mai.n kahii.n dil hai sanam kare.n bhii kyaa ham tum ki ye samaa.n hii qaatil hai kam nahii.n tuu bhii hasiinaa rut ko kyaa ilzaam denaa haa.n mujhame.n bhii ye sab to hai in kadamo.n ke niiche ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.