giitaayan An Interface to ISB

dil to.D ke na jaa_iyo barasaat kaa mausam hai - Kab Tak Chup Rahoongi (1988)  

Lyrics: S H Bihari | Music: Bappi Lahiri | Singer(s): Kavita Subramaniam 
View in Nagari (Hindi)
dil to.D ke na jaa_iyo barasaat kaa mausam hai hame.n chho.D ke na ja_iyo barasaat kaa mausam hai paanii me.n jal na jaa_e yah bhiigaa badan meraa aa_o na ik aag hai siine me.n saavan kaa mahiinaa hai pyaasii ye javaanii hai aur saath hasiinaa hai baadal baras rahe hai.n bijalii chamak rahii hai baaho.n me.n simaT a_iyo barasaat kaa mausam hai dil to.D ke na jaa_iyo ... kuchh log zamaane me.n is pyaar se jalate hai.n do pyaar ke pyaase dil har haal me.n milate hai.n milate hai.n milane vaale jalate hai.n jalane vaale logo.n se na ghabara_iyo barasaat kaa mausam hai dil to.D ke na jaa_iyo ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.