pa.nchhii baadal premii ke paagal
ham kaun hai.n saathiyaa
o yaad nahii.n bhuul gayaa
pa.nchhii baadal premii ...
hamako kisii kii bhii ko_ii zaruurat nahii.n
duniyaa me.n is pyaar se kuchh khuubasuurat nahii.n
le jaa_e jaane hame.n ye tej dhaaraa kahaa.n
hamako to ko_ii Gam nahii.n Duubaa kinaaraa kahaa.n
hai bahataa paanii ye zi.ndagaanii isakaa bharosaa hai kyaa
pa.nchhii baadal premii ...
khoye rahe.n -2
Dhuu.nDhe zamaanaa hame.n ham yuu.n hii kho_e rahe.n
aa aa aa
aramaano.n kii sej pe din raat so_e rahe.n
aa_o zaraa aur bhii nazadiik ho jaa_e.n ham
ek duusare kii javaa.n baaho.n me.n so jaa_e.n ham
sapane hii sapane biich me.n apane ko_ii nahii.n duusaraa
pa.nchhii baadal premii ...
|