giitaayan An Interface to ISB

he ik din kisii faqiir ne ... jisakaa ko_ii nahii.n usakaa to - Laawaris (1981)  

Lyrics:  | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
he he he ik din kisii faqiir ne ik baat kahii thii ab jaa ke dil ne maanaa maanaa vo baat sahii thii jisakaa ko_ii nahii.n usakaa to Kudaa hai yaaro.n -2 ( mai.n nahii.n kahataa ) -2 kitaabo.n me.n likhaa hai yaaro.n jisakaa ko_ii nahii.n ... ( ham to kyaa hai.n ) -2 vo farishto.n ko aajamaataa hai -2 banaakar hamako miTaataa hai phir banaataa hai ( aadamii TuuT ke ) -2 sau baar ju.Daa hai yaaro.n jisakaa ko_ii nahii.n ... imtahaano.n kaa yahaa.N daur yuu.N hii chalataa hai -2 aa.Ndhiyo.n me.n bhii ummiido.n kaa diyaa jalataa hai ( kal kii ummiid pe ) -2 i.nsaan jiyaa hai yaaro.n jisakaa ko_ii nahii.n ... ( kab talak hamase ) -2 taqadiir bhalaa ruuThegii -2 in a.Ndhero.n se ujaale kii kiraN phuuTegii ( Gam ke daaman me.n ) -2 kahii.n chain chhupaa hai yaaro.n jisakaa ko_ii nahii.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.