giitaayan An Interface to ISB

mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas huu.N mai.n - Aaj Aur Kal (1963)  

Lyrics: Sahir | Music: Ravi | Singer(s): Asha, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
aa: mujhe gale se lagaa lo, bahut udaas huu.N mai.n nazar me.n tiir se chubhate hai.n ab nazaaro.n se mai.n thak ga_ii huu.N sabhii TuuTate sahaaro.n se ab aur bojh na Daalo ra: bahut sahii, Gam-e-duniyaa, magar udaas na ho kariib hai shab-e-Gam kii, sahar udaas na ho bahut sahii sitam ke haath kii talavaar TuuT jaaegii ye uu.Nch-niich kii ciivaar TuuT jaaegii tujhe kasam hai merii hamasafar udaas na ho aa: na jaane kab ye tariikaa ye taur badalegaa sitam kaa Gam kab musiibat kaa daur badalegaa mujhe jahaa.N se uThaa lo, bahut udaas huu.N mai.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.