giitaayan An Interface to ISB

ye jo terii paayalo.n kii chhan chhan hai - Maasoom (1996)  

Lyrics: Anand Raj Anand | Music: Anand Raj Anand | Singer(s): Abhijit, Sadhana Sargam 
View in Nagari (Hindi)
ye jo terii paayalo.n kii chhan chhan hai aashiqo.n ke dil kii ye dha.Dakan hai chhan chhan sune jaa_e haay haay kare jaa_e paayal hai terii yaa ulajhan hai chhan chhan chhan banake diivaanaa meraa piichhaa na kar terii merii yaarii honii mushkil hai kabhii mujhe roke tuu kabhii mujhe Toke tuu aashiq nahii.n meraa dushman hai ye jo terii paayalo.n kii ... zulf se lekar jhaa.njhar tak tuu jannat kaa ik nazaaraa hai lagataa hai rab ne tujhako zamii.n pe mere li_e utaaraa hai khvaab itane suhaane dekh na o diivaane tujhape fidaa ho jaa_uu.n mai.n dil meraa na ye maane yahii to samajh nahii.n paayaa huu.N mai.n aisii bhii kyaa terii merii anaban hai banake diivaanaa meraa piichhaa ... de de.nge terii khaatir jaa.n bhii sabhii yahii kahate hai.n nazar sabhii kii aur kahii.n to kadam kahii.n rahate hai.n ho aisaa nahii.n mai.n aavaaraa dil nahii.n meraa ba.njaaraa is kadar bhii aka.D naa naasamajh bechaaraa ise samajhaanaa zaraa mushkil hai der se maanegii par mumakin hai ye jo terii paayalo.n kii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.