(ra: na bole tum, na mai.nne kuchh kahaa
la: magar na jaane aisaa kyo.n lagaa
ra: ki dhuup me.n khilaa hai chaa.Nd, din me.n raat ho ga_ii
la: ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho ga_ii) -2
ra: badal rahii hai zi.ndagii, badal rahe hai.n ham
koras: aa aa aa aa aa aa aa
la: thirak rahe hai.n jaane aaj kyo.n mere kadam
ra: mere kadam, mere kadam
koras: kisii ko ho na ho magar hame.n to hai pataa
na bole tum ...
ra: ghulii sii aaj saa.Nso.n me.n kisii kii saa.Ns hai
la: saa.Ns hai, saa.Ns hai
ye kaun aaj dil ke mere aas-paas hai
koras: aa aa aa aa aa aa aa
la: ye dhiire-dhiire ho rahaa hai pyaar kaa nashaa
na bole tum ...
ra: ye lag rahaa hai saarii ulajhane.n sulajh ga_ii.n
la: sulajh ga_ii.n, sulajh ga_ii.n
ye dha.Dakano.n kii baat dha.Dake.n samajh ga_ii.n
koras: aa aa aa aa aa aa aa
la: na boliye kii bolane ko kuchh nahii.n rahaa
na bole tum ...
na bole tum ...
|