giitaayan An Interface to ISB

aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa - Maashooqaa (1953)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Roshan | Singer(s): Suraiya, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
su : aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa ko : aa dhiire aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa su : duniya bulaaye tujhe kabhii nahii.n jaanaa jii ko : kabhii nahii.n jaanaa jii su : mai.n jo bulaa_uu.N tujhe ha.Nsate huye aanaa jii ko : ha.Nsate huye aanaa jii su : ho na jaanaa ho na jaanaa ho na jaanaa kabhii bewafaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa ko : aa dhiire aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa su : naino.n ke dwaar khole kha.Dii hai jawaanii re priit hai ku.Nwaarii merii ratiyaa.N suhaahii re ko : ratiyaa.N suhaahii re su : aane waale aanaa ho to chaa.Nd ban ke aa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa ko : aa dhiire aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa su : ThaNdii-ThaNdii chaa.Ndanii me.n tujhako sulaa_uu.Ngii ko : tujhako sulaa_uu.Ngii su : gorii-gorii baa.Nho.n kaa jhuulaa jhulaa_uu.Ngii ko : jhuulaa jhulaa_uu.Ngii su : daaman se daaman se apane chalaa_uu.Ngii hawaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa ko : aa dhiire aa jaa sanam aa jaa sanam der naa lagaa sapano.n kii paalakii me.n dhiire-dhiire aa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.