giitaayan An Interface to ISB

pyaar kab karoge ... o saaraa din tum kaam karoge - Nigaahen (1989)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar 
View in Nagari (Hindi)
pyaar kab karoge -4 o saaraa din tum kaam karoge mausam hai diivaano.n kaa mat lo naam bahaaro.n kaa kab tak karate rahoge Kuun mere aramaano.n kaa kab tak nii.nd pyaar kab karoge ... pyaar kaa naam likho uupar baaqii saare naamo.n se na jaane kab milegii fursat tumako apane kaamo.n se raat ko tum aaraam karoge pyaar kab karoge ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.