giitaayan An Interface to ISB

ai merii jaan\-e\-vafaa maine dekhaa hai ye kyaa - Neeli Ankhen (1962)  

Lyrics: Gulshan Bawra | Music: Duttaram | Singer(s): Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
ai merii jaan-e-vafaa maine dekhaa hai ye kyaa zulf chehare pe girii chaa.Nd badalii me.n chhupaa ai merii jaan-e-vafaa ... chalane lagii kyo.n havaa laharaa ke jhuum ke aa_ii hai shaayad terii zulfo.n ko chuum ke -2 ai merii jaan-e-vafaa ... ghuu.NghaT uThaayaa teraa ra.ngii.n bahaar ne tuu vo kalii hai jo khil jaa_e pyaar me.n saahil pe dekhaa tujhe lahare.n javaa.N hu_ii.n aur chhuu ke daaman teraa jaane kahaa.N ga_ii.n -2 ai merii jaan-e-vafaa ... tere hii dam se to aaj kii raat hasii.n mastii me.n Duubii fizaa lo chalii duur kahii.n gumasum sii baiThii hai kis haal me.n ulajhaa diyaa hai tujhe kis Kyaal ne -2 ai merii jaan-e-vafaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.