giitaayan An Interface to ISB

gorii tere sapano.n ke sajanaa - Nai Dilli / New Delhi (1956)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
la : gorii tere sapano.n ke sajanaa aaye tere anganaa kar le solah singaar ho ho jaa jaane ko ab taiyaar ho le ke Dolii kha.De hai.n kahaar ko : gorii tere sapano.n ke sajanaa aaye tere anganaa kar le solah singaar ho ho jaa jaane ko ab taiyaar ho le ke Dolii kha.De hai.n kahaar la : kal se baalam ke ra.ng ra.ng jaayegii unake man ke mahal ko sajaayegii tuu ko : o sajaayegii tuu la : biite wo din bhuul jaanaa sakhii ko : ho biite wo din bhuul jaanaa sakhii la : bhuul jaanaa wo bachapan kaa pyaar ko : le ke Dolii kha.De hai.n kahaar gorii tere sapano.n ke sajanaa aaye tere anganaa kar le solah singaar ho ho jaa jaane ko ab taiyaar ho le ke Dolii kha.De hai.n kahaar la : gorii kaahe ko ab tere nainaa bhare ek din to sabhii ko bichha.Danaa pa.De ko : o bichha.Danaa pa.De la : naihar me.n rahanaa hai din chaar kaa ko : o naihar me.n rahanaa hai din chaar kaa la : sabako jaanaa hai saajan ke dwaar ko : le ke Dolii kha.De hai.n kahaar gorii tere sapano.n ke sajanaa aaye tere anganaa kar le solah singaar ho ho jaa jaane ko ab taiyaar ho le ke Dolii kha.De hai.n kahaar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.