giitaayan An Interface to ISB

dharatii pe jo rab hotaa hai vo hai pitaa - Pitaah (2001)  

Lyrics: Praveen Bhardwaj | Music: Anand Raj Anand | Singer(s): Udit Narayan, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ik rab ambar pe hotaa hai ik rab dharatii pe hotaa hai ambar tak pahu.Nchaa kaun dharatii pe jo rab hotaa hai vo hai pitaa vo hai pitaa ik rab ambar pe ... phuul saa jisakaa man hotaa hai aur siinaa faulaad kaa apanaa duHkh to vo naa jaane jaane har duHkh aulaad kaa Gam sahe vo rahkar maun hamako nahii.n pataa dharatii pe jo rab ... sabase pahalaa dharam hai jisakaa apanaa ghar sa.nsaar sabase pahalaa karam hai jisakaa apano.n kaa uddhaar usake binaa ham kaun hamako nahii.n pataa dharatii pe jo rab ... jiine kaa paigaam diyaa hai pitaa ne hamako naam diyaa hai hamase khataa hu_ii to bhii apane sar pe ilzaam liyaa hai unase ba.Daa hai kaun hamako nahii.n pataa dharatii pe jo rab ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.