dil me.n mere bas ik savaal hai javaab do bataa_o to lauT ke tum kab aa_ogii
dil me.n mere teraa khyaal hai javaab do bataa_o ke kab merii tum ho jaa_ogii
jabase khoyaa tujhe zi.ndagii khaalii khaalii sii lag rahii hai
tere bin jaan-e-jaanaa.n jiine kaa ko_ii matalab nahii.n hai
mujhe chho.D ke tum na jaanaa kabhii tumase duur rahake hai jiinaa nahii.n
dil me.n mere ...
jabase dekhaa tujhe merii jaa.n mai.n to paagal saaa ho gayaa huu.N
terii aa.Nkho.n me.n un nigaaho.n me.n mai.n to bas kho gayaa huu.N
mujhe chho.D ke ...
akelaa akelaa mai.n phirataa rahaa duniyaa kii raaho.n me.n girataa rahaa
tere hii sapano.n me.n khoyaa hu_aa jaagaa hu_aa jaise soyaa hu_aa
ab tuu hii ma.nzil hai tuu aarazuu tuu jaan jiine kii chaahat hai tuu
tere binaa zi.ndagii hai adhuurii aakar kar le merii tamannaa_e.n puurii
dil me.n mere ...
haa.N aisaa bhii ho jaataa hai pyaar me.n kabhii kabhii
|