giitaayan An Interface to ISB

ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai - Pyaasi Mamtaa (1998)  

Lyrics: R V Singh | Music: Surinder Kohli | Singer(s): Anuradha Paudwal 
View in Nagari (Hindi)
ham pyaar karate hai.n sanam ikaraar karate hai ab maan bhii jaa_o ham tum pe marate hai.n ham pyaar karate hai.n ... tum dil kii tamannaa aramaan kahaa.n haasil ho ab apanii khushii Gam me.n har haal me.n shaamil ho ham ek ishaare par jaa.n nisaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n ... Dar hamane zamaane kaa siikhaa hii nahii.n jaanaa.n bas terii ibaadat kii aur tujhako Kudaa maanaa yah hazaaro.n me.n sviikaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n ... chaahat ko hamaarii tum ek baar samajh lete qadamo.n me.n tumhaarii ham ye jaan bhii de dete ham pyaar tumhe.n behad sarakaar karate hai.n ham pyaar karate hai.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.