giitaayan An Interface to ISB

o chaa.Nd jahaa.N vo jaaye - Shaardaa (1957)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Asha 
View in Nagari (Hindi)
l : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye - 2 tU bhI saath chale jaanaa, kaise hai.n, kahaa.N hai.n vo, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd vo raah agar bhuule, aa ... vo raah agar bhuule, tU raah dikhaa denaa, parades me.n rAhI ko, ma.nzil kA pataa denaa, hai pahalaa safar unakaa, aur riit hai.n anjaanaa, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd aa : kahanaa mere ho.nTho.n par, aa ... kahanaa mere ho.nTho.n par, rukatii huii aahe.n hai.n, yA rastaa unakaa hai - 2 yA merI nigaahe.n hai.n, betaab muhabbat kA, betaab hai afasaanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd l : (hai chaa.Nd qasam merI, kuchh aur nA tU kahanaa ) - 2 aa : (kahanaa ke meraa tum bin, mushkil hai yahaa.N rehanaa ) - 2 l : ek dard ke maare ko, acchhaa nahii.n ta.DapaanA, har raat khabar laanaa, l aur aa : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.